Friday, 8 April 2011

majboori

havaayen

dastakon men meraa naam le rahii hain

main kivaar kaise kholuun

mere donon haath

pusht kii taraf bandhe hu’e hain


Parveen Shakir

Please leave a comment :)